Hello dosto kaise hai aaplog mai aassa karta hu ki aplog acchhe honge. dosto aaj mai aplog ko batauga ki Online SBI Netbanking Enable Kaise Kare.
aapko khi jana nhi hai matlab aapko branch jane ki jrurat nhi padhega aur to aur aapko branch ka chakar lagane ki jrurat bhi nhi padhega.to sabse phle jante hai ki online SBI Netbanking kya hai aur iske kya fayda hai.dosto aapne Go cashless,Digital payment, aur bhi bhut sari sabd sune honge aur hamare goverment iin baato pe itna dhayan kyu deti hai,yeh sabhi ko aage badhane ke liye bhut sare paise bhi kharch karti hai taki log iske bare me jane aur ise istemal kre.aaj ke post uun logo ke liye hai jo Online SBI Netbanking chalana nhi jante aur apna apna netbanking banana chahte hai.
aaj hamare desh me aise bhut sare log hai jo Netbankingke ka name bhi nhi suna hai aur to aur kuch log aise hai jo Netbanking to karwa liye hai lekin unko use karne me dar lagta hai,aisa n ki mere account se jayda paisa cut jaye,khi pera paisa khatam n ho jaye aise bhut sari bato se unhe dar lagta hai,lekin aisi baat nhi hai aapko vishwash karna hoga aur istemal kre.Dekhiyega jab aap chalana start kar denge to aapke pas vishwash aa jayega aur aap jayda isi ka istemal karenge.to chaliye suru karte hai.
Dosto Netbanking yek aisa banking hai jisme aap apne bank account ki sari jankari ghar baithe prapt kar sakte hai.aapka bank aapko yek power provide karta hai jisse aap apne account ki khi bhi, kabhi bhi saptah me sato din (24*7) use kar sakte hai.aapko bank jane ki jrurat nhi padti hai.
Dosto Netbanking ka bhut sare fayda hai unme se kuch important fayde ke bare me batata hu:-
↪Ghar baithe apna account balance cheak kar sakte hai.
↪Ghar baithe apne account se kisi bhi bank me paisa transfer karna.
↪Online recharge like DTH,Mobile,Data card e.t.c. kar sakte hai.
↪online bill payment kar sakte hai like Water bill, Electric bill e.t.c.
↪Online shoping kar sakte hai,
↪ATM pin ghar daithe generate kar sakte hai new ATM card ka.
↪Apne account se Adharcard link kar sakte hai.
↪PAN card apne account se resister kar sakte hai.
↪Virtual credit card bhi bana sakte hai.
↪LPG Id ko apne account se link kar sakte hai subsiddy ke liye.
↪Yadi aapka ATM kard gum ho jata hai to,aap apne ATM card ko block kar sakte hai aur Nye ATM card ke liye apply bhi kar sakte hai.
↪Online policy buy kar sakte hai au policy fee jama bhi kar sakte hai.
Aur bhi bhut sare iske fayde hai ,lekin ye important hai jo aapko jayda jrurat padhta hai.
Dosto agar aap netbanking ka use karte samay aap laparwahi baratte hai to apko nukshan bhi ho sakta hai,to chaliye jante hai iske nukshan kya-kya hai.dosto nukshan to har jagh hai lekin agar aap kuch sawdhaniye rakhte hai to koi dikat nhi hoga.
↪Netbanking chalane se pahle iske bare me acchhi tarah se jan le,kaise use karte hai.
↪Iska upyog public place me nhi kre jisse aapka data lick hone ka chance rahta hai.
↪Cybercafe me netbanking ka istemal bhut kam hi kre.
↪Apna User Id aur password ko kahi bhi likh kar nhi rakhe.
↪apne password ko time to time change karte rhe.
↪Jab netbanking wala website khole to wha jrur dhekhe ki aapka website HTTPS ke sath khulta ho.
Online SBI Netbanking ke liye kya-kya hona jruri hai.
↪Jo Mobile number aapne account khulwate samay diya tha wah mobile number chalu hona chahiye aur aapke paas hona chahiye.
↪Account ka passbook jisme clear apka CIf number,IFSC code ,Account number ,Branch code dhikhai dena chahiye.
↪ATM card
Step(1)
Sabse pahle aapko Online Sbi ke website pe jana hai https://www.onlinesbi.com/
waha per jane ke baad aisa interface open hoga. jaisa ki aapko red figure me dikhaya ja rha hai New user registration pe click karna hoga.
Step(2)
jaise hi aap new user registration pe click krenge to aapke samne aisa interface khulega ,jispe aapko ok click karna hoga.
yha per aapko sahi se
And finally jo code box me aayega usko fill karke Submit button pe clock kre.
Step(3)
jab aap step 2 karlege to aapke registered mobile number pe OTP(one time password) aayega jaisa ko aapko image me dikhaya gya hai.apne mobile ke message inbox me jaye aur jaldi se otp ke enter kre.
uske baad confirm buttom pe click kre.
Step(4)
Dosto maine pahle hi kha tha ki aapke pas atm card hona jaruri hai opt enter karne ke baad aapke pas do option aayega jismese aapko first option chose karna hai jaisa ki aapko figure me dhikhaya gya hai.
first option chosekarne ke baad submit pe click kare. Click karne ke baad aapke paas aisa interface open hoga.
Open hone ke baad aapko sahi se

Online SBI netbanking Enable Kaise Kare |
Netbanking kya hai?
Dosto Netbanking yek aisa banking hai jisme aap apne bank account ki sari jankari ghar baithe prapt kar sakte hai.aapka bank aapko yek power provide karta hai jisse aap apne account ki khi bhi, kabhi bhi saptah me sato din (24*7) use kar sakte hai.aapko bank jane ki jrurat nhi padti hai.
Netbanking ke kya-kya fayda hai?
Dosto Netbanking ka bhut sare fayda hai unme se kuch important fayde ke bare me batata hu:-
↪Ghar baithe apna account balance cheak kar sakte hai.
↪Ghar baithe apne account se kisi bhi bank me paisa transfer karna.
↪Online recharge like DTH,Mobile,Data card e.t.c. kar sakte hai.
↪online bill payment kar sakte hai like Water bill, Electric bill e.t.c.
↪Online shoping kar sakte hai,
↪ATM pin ghar daithe generate kar sakte hai new ATM card ka.
↪Apne account se Adharcard link kar sakte hai.
↪PAN card apne account se resister kar sakte hai.
↪Virtual credit card bhi bana sakte hai.
↪LPG Id ko apne account se link kar sakte hai subsiddy ke liye.
↪Yadi aapka ATM kard gum ho jata hai to,aap apne ATM card ko block kar sakte hai aur Nye ATM card ke liye apply bhi kar sakte hai.
↪Online policy buy kar sakte hai au policy fee jama bhi kar sakte hai.
Aur bhi bhut sare iske fayde hai ,lekin ye important hai jo aapko jayda jrurat padhta hai.
Netbanking ke kya-kya nukashan hai?
Dosto agar aap netbanking ka use karte samay aap laparwahi baratte hai to apko nukshan bhi ho sakta hai,to chaliye jante hai iske nukshan kya-kya hai.dosto nukshan to har jagh hai lekin agar aap kuch sawdhaniye rakhte hai to koi dikat nhi hoga.
↪Netbanking chalane se pahle iske bare me acchhi tarah se jan le,kaise use karte hai.
↪Iska upyog public place me nhi kre jisse aapka data lick hone ka chance rahta hai.
↪Cybercafe me netbanking ka istemal bhut kam hi kre.
↪Apna User Id aur password ko kahi bhi likh kar nhi rakhe.
↪apne password ko time to time change karte rhe.
↪Jab netbanking wala website khole to wha jrur dhekhe ki aapka website HTTPS ke sath khulta ho.
Online SBI Netbanking ke liye kya-kya hona jruri hai.
Aapka SBI me account hona jruri hai.
↪Jo Mobile number aapne account khulwate samay diya tha wah mobile number chalu hona chahiye aur aapke paas hona chahiye.
↪Account ka passbook jisme clear apka CIf number,IFSC code ,Account number ,Branch code dhikhai dena chahiye.
↪ATM card
Online SBI netbanking Enable Kaise Kare?
Step(1)
Sabse pahle aapko Online Sbi ke website pe jana hai https://www.onlinesbi.com/
online sbi |
waha per jane ke baad aisa interface open hoga. jaisa ki aapko red figure me dikhaya ja rha hai New user registration pe click karna hoga.
Step(2)
jaise hi aap new user registration pe click krenge to aapke samne aisa interface khulega ,jispe aapko ok click karna hoga.
yha per aapko sahi se
- ⧫ Account number
- ⧫ CIf number(aapke pasbook me hoga)
- ⧫ Branch coad(yah passbook per 4 digit ka hota hai lekin aapko zero ke sath 5digit me fill kre.
- ⧫ Mobile number enter kre jo aapke account se link hai aur koi bhi number nhi enter kre.
- ⧫ Facility required me Full transaction right ckic kre.
And finally jo code box me aayega usko fill karke Submit button pe clock kre.
Step(3)
jab aap step 2 karlege to aapke registered mobile number pe OTP(one time password) aayega jaisa ko aapko image me dikhaya gya hai.apne mobile ke message inbox me jaye aur jaldi se otp ke enter kre.
uske baad confirm buttom pe click kre.
Step(4)
Dosto maine pahle hi kha tha ki aapke pas atm card hona jaruri hai opt enter karne ke baad aapke pas do option aayega jismese aapko first option chose karna hai jaisa ki aapko figure me dhikhaya gya hai.
first option chosekarne ke baad submit pe click kare. Click karne ke baad aapke paas aisa interface open hoga.
Open hone ke baad aapko sahi se
- ⧫ Card number daliye
- ⧫ Card ka expiry date enter kare.
- ⧫ jinka ATm card hoga unka
- ⧫ Atm ka pin number enter kare.
- ⧫ And lastly capatcha enter kre
Capatcha enter karne ke baad Submit per click kare jaisa ki aap arrow ki nisan se dhikhaya ja rha hai.jaise hi aap submit button pe click karenge to aapke samne pay ka option aayega aur us option per click karke pay karde.
Step(5)
Dosto aapka laghbag internet banking registration pura hone wala hai.step 4 hone ke bad aapko Internet banking ka username Id milega jisko aapko likh lena hai(yah aapka temporary username hai registration pura hone ke baad ise change karna hoga ,step 6 me bataya gya hai).uske baad aapse password chosse karne ke liye kha jayega.
Ab agar aap nye hai to aapko password chosse karne me thora problem hoga,to password kaisa chosse kre.
- ⧫ Password me special chairector hona chahiye like (*,&,%,$,#,@,!)
- ⧫ Password kam se kam 10 number ka hona chahiye.
- ⧫ Password me alphabet hona chahiye like (a,b,g,j,d,k,e,)
- ⧫ Password me number bhi hona chahiye (1,2,3,4,5,6,7,8,9,0)
- ⧫ Password me kabhi apna Name,Date of birth nhi rakhe.
Matlab ab aapko password dalne me koi problem nhi huwa hoga.Password chose karne ke baad submit button pe click kare.
Mubarak ho aapka Internet banking registration pura ho gya.
Step(6)
Dosto aapka Netbanking registration pura hone ke baad again se aapko Online sbi ke website https://www.onlinesbi.com/ pe jana hoga ,wha jane ke baad login pe click kare,login pe click karne ke baad continue to login ka option aayega uspe click kare aur apna Netbanking username Id aur password enter kare.
Jab aap apna username Id aur password enter karenge to aapse aapse aapko Username Id change karne ko kha jayega.
apna waisa username id chosse kare jo aapko hamesa ke liye yaad rhe aur kisi ko pata nhi ho.ye aapka permanent username id hai jo hamesha aapko kaam dega.username chose karne ke baad i accept the term and condition box ko cheak out kare aur submit pe click kare.uske aapke baad apke pass aisa interface aayega.
Step(7)
isme aapko sahi-sahi jankari fill karna hai.
- ⧫ Apna profile password chosse kare ye jo aapka second password hai.
- ⧫ uske baad aap apna yek question chosse kare aur niche option me aapna answer fill kare.dosto jab aap apna password bhul jayenge to aapse yahi question pucchha jayega sa,aisa question chune jo aapko really me interest ho.
- ⧫ Jha per aapka janm huwa tha waha ka apna place fill kare.
- ⧫ Apna country chosse kare
uske baad aapke samne aisa message dega.
jaisa ki aapko image me uper dikhaya ja rha hai arrow ki nisan se ,procced pe click kare.
Step(8)
ye aapka final step haiisme aapko iss step me aapko full right transation select karna hai jaisa ki aapko figure me dhikhaya gya hai.
Dosto finally aapka Registration pura ho gya aur aap apna netbanking ka istemal kare.
conclusion
- ⧫ finally aapke pass Netbanking ke chalane ke liye username aur password mila hoga.
- ⧫ Apke pass do password hoga yek hoga login password aur yek hoga profile password.
Dosto mai aassa karta hu ki is post ke dwara aapko online SBI Netbanking Enable karne aa gya hoga.yadi aapko koi problem hota hai to aap comment box me comment karke question puch sakte hai.Dosto mera hamesha se kosis raha hai aaplog ko sikhane ke liye. Jai Hind Jai Bharat!
Post a Comment
Post a Comment